Hadeesh

Saturday, March 3, 2012

***Sunni Sites***

www.alahazrat.net
www.alahazratnetwork.org
www.algaylani.com
www.aulia-e-hind.com
www.al-baz.com/shaikhabdalqadir
www.islam.co.za/abdalqadirjilani

***Wazaif***

Ager bacha rota ho aur khana na khata ho Bacha buhat rota ho ya khana na khaata ho yaa doodh na pita ho to thora sa pani ya doodh glass mei le ker isha ki namaz k baad
"Yaa Allahuu Yaa Muhaiminuu Yaa Qahharuu"
Dozakh se hifazat- Jo shakhs fajr aur asar ki namaz k baad 7 martaba is dua ko parh le to dozakh dua kare ise mujh se bacha
"Allahumma Ajirni' minan naar"
ager moun mei chhaale par gaye hon Ager kisi k moun mei chale pargaye hon ya badan mei phansiyan hojayen to Sura Duhaa 41 times parh ker sugar per dam kar k chabaale inshallahraahat hojayegi
Dunia mei faqa se bachao k liye"La ilaha illallaahul malikul haqulmubeen" jo koi shakhs subah shaam 100 100 bar is dua ko parh le dunia mei faqa na ho qaber mei wehshat na ho aur hashar mei ghabrahat se mehfooz rahe ga
"Yaa Maaliku"
Jo shakhs 90 bar rozana in kalmaat ko parhe ga ghurbat se nijaat paa ker maaldar hojaye ga
"Yaa Wahabuu"
Jo shakhs chasht ki namaz k akhri sajde mei 40 bar is ko parhe ga woh faqr o faqa se nijaat paye ga Ager qaidi rihayi chahta ho Ager koi Qaidi rihayi chahta hoo to rozaana Surah Jin parh liya kare inshallah baa'izzat bari hojaye ga Nazar Kabhi kamzor na hogi Jo shakhs wuzu
karne k baad Aasman ki taraf dekh k Surah Qadr parh le inshallah us ki nazar kamzor na hogi
Shaitaan k shar se mehfooz rahe ga "Huu Wallaahurraheem"
jo har namaz k baad in kalmat ko 7 bar parh le ga shaitan k shar se mehfooz rahe ga Safer ki thakan door karne k liye "Yaa Quddoosu"
Jo shakhs dauran-e-safer wird karta rahe gasafer ki thakan se mehfoo rahe ga Sehat k liye 1-"Yaa Salaamuu"
Yeh kalmaat 111 bar parh ker mareez per dam karne se shifa naseeb hogi
2- "Yaa Maajiduu"
Jo shakhs in kalmaat ko 10 bar parh ker sharbat per dam kar pii le wo bimaar na hoga
3- "Yaa Allahu"
Jo Laa ilaaj mareez in kalmaat korozana 313 bar parhe ga iska marz khatam hojaye ga
4- Har kisam ki bimari takleef k liye jo shakhs 7 bar sura Fatiha parh k 111 bar "Yaa Salaamuu"
parhe awal aakhir duroood-e-pak parh k mareez per dam karde aur paani per dam kar k wahi pani
mareez ko pilaaye inshallah shifahogi yeh amal din mei aik baar aur zada ki koi had nahi
Har wazeefe k liye awal akhir 11 11 bar durood shareef zaroor parh len jitne bhi wazeefe yahan
diye jayen
Ranj-o-ghum door karne k liye"Yaa Muhaiminuu"
Jo shakhs 29 bar rozana in kalmaat ko parh le uska ghum door hojaye ga
"Al Ghafooru"
Jo shakhs is ism ko 313 bar parhe ga us ki tamam takaaleef aur ranj-0-ghum door honge inshallah
Martaba mei bulandi k liye "Al Aliyu"
Jo shakhs is ism ko 313 bar rozana parhe ga buland martaba aur khushhali naseeb hogiii
Rozee mei aisi barket k aap tasawwur na karpayen 1- "Ya Zal fadlil Azeem Salli ala fadlikal azeem
wa'aalihi wasahbihi wabaarik wasalim tafaddal alaina be fadleekal azeem" (is ki scan mili to post
kardoon ga ya kissi k paas ho to batade)
her namaz k baad 20 bar in kalmaat ko parhen rozee mei barkat hogii
2- "SubhanAllahiwabiha mdihi subhanAllahil Azeem"
Jo shakhs 100 martaba rozana fajr ki namaz k baad in kalmaat ko parh le ga Allah taa'la us ko itna
rizk ata farmaye ga k jaga na hogi
3- "Al Azizu"
Jo shakhs 40 din tak 40 bar is ism ko parhe ga Allah us ko muazziz aur ghani karde ga
Gunaahon ki aadat chhurwane k liye 1- "Yaa Mo'minuu"
Rozana pabandi k saath 111 bar in kalmaat ko parhe aur sote waqt "Yaa Muhaiminuu" parhte hue sojayen
2- "Yaa Hameedu"
jis shakhs ki gandi baato ki aadat naa jati ho wo in kalmaat ko 90 bar parh k paani per dam kar k
paani piye is ki faahashgoi ki aadat nikal jaye gi
3- "Yaa Fattaahuu"
jo shakhs rozana fajr ki namaz k baad doono haath seene per rakh ker in kalmaat ko 70 bar parhe ga us
k dil ka zang door hoga
Sharaab noshi zinakari badkaari mei giriftar ho "Al barro"
Sharaab noshi zinakari badkaari mei giriftar ho rozana 7 bar is ism pak ko parh le inshallah gunaahon
ki aadat chhoot jaye gi.Bawaseer ki takleef khatam karne k liye Ager kissi ko bawaseer ki takleef ho
to fajr ki 2 sunnaton mei pehli raka't mei 'Alam nashrah' aur doosri raka't mei Sura feel parhe takleef
door hogi inshallah
Jinnat ko dafa karna ho to Jis makaan mei jinnat ka shuba ho ya kissi insan per jinnat ka asar ho to
Surah Fatiha, Ayatul Kursi aur Sura Jin ki shuru ki 5 ayaat parh ker dam kar k chhirak den jinnatchale
jayen ge apne auhde per bahaal hone k liye "Yaa Kabiro"
Jo shakhs apne auhde se maazoool hogaya ho woh 7 roze rakhe aur rozana 1000 bar is ismko parhe woh apne
auhde per bahaal hojayega
Dunia ki mohabbat se nijaat k liye "AlQahharo"
Jo shakhs dunia ki mohabbat mei giriftar ho to is ism ko 313 bar parhe dunia ki mohabbat dil se door
hojaye gi
Aulad ki nek naami k liye "Yaa Mateeno"
Jo shakhs her namaz k baad 100 ar is ism ko parhe us ki aulad nek hojayegi
Biwi ya Shohar naraz hojaye to yeh parhen 1- "Yaa Maneo"
Ager biwi naraz ho to shohar auragar shohar naraz ho to biwi sone se pehle bister per beth ker 20 bar in
kalmaat ko parhe sulah hojayegi
2- "Yaa Awwalo"
Jo shakhs 100 bar in kalmaat ko parh le us ki zoja s se mohabbat karegi
3- "Ya Wadoodo"
Jo shakhs 1000 bar is ism ko parh ker khaane per dam karega aur biwi k saath beth ker khaayega to miyan biwi
ka jhagra khatam hojaye ga aur bahmi mohabbat peda hojayegi
4- "al Waliyuu"
Jo shakhs apni biwi ki buri adaton aur khaslaton se khush na ho biwi jab is k saamne aye woh is ism ko parhe woh nek khaslat hojayegi
Her kism k dard ko door karne k liye "Ya Ghaniyu"
Chalte phirte uthte bethte in kalmaat ko parhne se reerhh ki haddi ghutnon aur joron aur jism ka dard jata rahe ga
"Ya Mughniyuu"
1 bar in kalmaat ko parh ker haathon per dam kar k dard ki jaga malne se sukoon hoga
"ya Muhyiii"
jo shakhs 7 bar in kalmat ko parh ker seene per dam kare us ko gas ki bimari se afaqa hoga
Zaalim se peechha churane k liye"Yaa Raufu"
Jo shakhs 10 bar in kalmaat ko parh ker zaalim se baat kare wohzaalim us ki sifaarish qubool kare ga
"Yaa Qadiru"
Jo shakhs in kalmaat ko dauran-e-wuzu her uzv ko dhote hue parhne ka ma'mool bana le dushman us ko aghwa
nahikar sake ga
"Al Jabbaru"
Jo shakhs rozana subah shaam 226 bar is ism ko parhe ga woh zaalimon k zulm o qehar se mehfooz rahe ga
Mushkil Asaan karne k liye "Yaa Qadiru"
Jo shakhs mushkil k waqt 41 barin kalmaat ko parh le mushkil asaan hojayegi
"Yaa Muhaiminu"
Jo shakhs rozana 29 bar in kalmaat ko parhe ga woh her aafat o bala se mehfooz rahe ga
Tanhai mei dar lagta ho to "Yaa Wahiduu"
Jo shakhs in kalmaat ko 1001 (aik hazar aik) bar tanhai mei parh le to us k dil se khauf jata rahega
"AlMo'minu"
Jo shakhs kissi khauf k waqt is ism ko 630 bar parhe to her khauf aur nuqsan se mehfooz rahe ga
Ghussa door karne k liye "Yaa Raufu"
Jo 10 bar durood shreef aur 10 bar is ism ko parhe to uska ghussa rafa hojaye ga aur ager doosre ghazabnaak
shakhs per dam kare to us ka ghussa bhi rafa' hojaye ga
Jis aurat k khawind ko ghussa ata ho to jab bhi shohar ko paanide 20 bar Bismillah parh ker paani per dam
kar k pilaaye ghussa khatam hojaye ga
Jaduu se hifazat k liye "Yaa Mumeeto"
Jo shakhs 7 bar rozana in kalmaat ko parh ker apne uper dam karlega us per jaduu asar nahi karega
bacha baaligh hone tak hifazat mei "Al barro"
Jo shakhs apne bache per peda hone k baad hi 7 bar is ism ko parh ker bache per dam kare aur Allah k supurd
kar de to Allah taa'la us bache kobaaligh hone tak tamam aafaton se mehfooz rakhe ga
Makhlooq ki mohtaji se bachne kliye "Yaa Hakeemo"
Jo shakhs in kalmaat ko rozana 80 bar parh le woh Allah taa'la k siwa kisi ka mohtaj na hoga
Shaitaani waswason se nijat k liye "Al Muqsitu"
Jo shakhs rozana is ism ko 313 bar parhe ga woh shaitaani waswason se mehfooz rahe ga
Maal ko chori se mehfooz rakhnek liye "Yaa Jaleelo"
Jo shakhs in kalmat ko 10 bar parh ker maal ya raqam per dam karde woh maal chori se mehfooz rahe ga
hisaar bandhne ka tareeqa awwal akhir 11 bar durood shareef parhen darmiyan mei 11 bar ayatu kursi parhen
yeh amal 24 ghante mei aik bar karen
jo koi rozana hisaar bandh le ga her haadse, daketi aur dushman ki nigaah se ojhal rahega Ibadat mei dil na lagta ho to "Yaa AllahuYaa Ghaffaru Yaa Qadiru"
Jo shakhs 121 bar in kalmat ko pare awal o akhir 11 bar durood shareef k saath to us ka ibadat mei dil lag jaye ga
bete k liye "Yaa mutakabbiru"
jo shakhs apni zoja se milaap se pehle 10 bar in kalmaat ko parh le ga us k han nek beta peda hoga
"Yaa Bariyu"
Jo shakhs her jumme ko 10 bar in kalmat ko parhe ga us ko betaata hoga Aulad k husool k liye"Yaa Khaaliqu Yaa Bariyu Yaa Musawwiru"
Be aulad aurat is tarah amal karek 7 roze rakhe aur her roz iftar k waqt in teen naamon ko 21 bar parh ker aik glass paani per dam kare aur us paani se iftar kare to use aulad haasil hogii
Dua ki qubooliat k liye "Yaa Wahabu"
Jo shakhs rozana 7 bar in kalmaat ko parhe ga us ki her dua qubool hogi
"Yaa Rafe'o"
Jo shakhs rozana 20 bar in kalmaat ko parhe ga us ki her dua qubool hogi
"Yaa Samee'o"
Jo shakhs rozana in kalmaat ko 100 bar parhe ga aur parhne k dauran guftugoo na kare ga phir jo dua maange
ga qubool hogii
"Yaa Khafidu"
Jo shakhs rozana 500 bar is ism ko parhe ga us ki duayen qubool hongi
Larkion ki shadi k liye wazeefa"YAa Lateefu"
Larki k waleden ya sarparast ishaki namaz k baad 150 bar in kalmaat ko parhen awwal aakhirdurood shareef
parhen jab tak shaadi na ho is kawird rakhen
agar sar k baal girte hon "Yaa Allahu Yaa Baariyu Yaa Kabeeru"
ager sar k baal girte hon to her namaz k baad 313 bar in kalmaat ko parh ker baalon per dam karlen
agar chehra be ronak hojaye"Yaa Allahu Yaa Musawwiru Yaa Maaliku"
agar chehra be ronak aur siyah hojaye ya chehre ka rang siyahi maa'il hojaye to her namaz k baad in kalmaat
ko 111 bar parh kar hathon per dam kar k chehre per pher den inshallah buhat fayeda hoga.

***KHUDA KE FAZL SE HUM PER HAI SAYA SAYA GHOUS-E-AZAM KA***

Khuda ke Fazl se
Khuda ke fazl se, hum par he saaya Ghaws e Azam ka
Humein do no jahaan me he, sahara Ghaws e Azam ka
Hamari laaj kis ke haath he, Baghdad waale ke
Musibat taal dena kaam, kis ka Ghaws e Azam ka
Rasulallah ka dushman he, Ghaws e Paak ka dushman
Rasulallah ka pyara he, pyara Ghaws e Azam ka
Azizo kar chuko taiyyaar, jab mere janaaze ko
To likh dena kafan par, naam wala Ghaws e Azam ka
Lahad me jab farishte, mujh se puuchenge to kehhdunga
Aseer e Qadri huun, naam lewa Ghaws e Azam ka
Imdaad Kun Imdaad Kun
Imdaad kun, imdaad kun
Imdaad kun, imdaad kun, az har bala aazaad kun
Dar, deen-o-duniya sha’ad kun, ya Ghawsul Azam dastagir
Sadqa Rasul e Paak ka, sadqa Ali ke laal ka
Khairul bashar ka waasta, aao madad ke waaste
Taiba nagar ki jaan ho, Usman, Ali ki shaan ho
Aap ko Ali ka waasta, aao madadke waaste
Ranjo alam ki shaam ho, lab pe tumhara naam ho
Ganj e Shakar ka waasta, aao madad ke waaste
Khwaja piya hai aap ke, Khwaja Qutub hein aap ke
Aap ko wali ka waasta, aao madad ke waaste
Murde jilaa-e aap ne, dubi tira-e aap ne
Nana Nabi ka waasta, aao madadke waaste
Dar e Ghaws ka
Dar e Ghaws ka gar tu, saa-il bana he
Qadam ko hata ne ki, koshish na karna
Milegi bemaange, tamanna-en dilki
Zubaan tak hila ne ki, koshish nakarna
Woh denge yaqeenan, tujhe aasra bhi
Milega wahin se, tujhe mudda’aabhi
Saakhi Ghawse A’zam ka, dar**** kar tu
Kahin aur jaane ki, koshish na karna
Jo Baghdad le jaaye, tujh ko nasiba
Laga dena dera, wahin par ghariba
Wahaan mar ke bhi unke, qadmon se kehna
Yahaan laut aane ki, koshish na karna
Lahad mein bhi unka, gada huun farishto
Muridaane Ghawsul Wara huun farishto
Mein Ya Ghaws kehhkar, bula lunga dekho
Mujhe tum dara ne ki, koshish nakarna
Kahin phoola, phala, yeh gulshanna ujre
Tere haath se unka, daaman na chuute
Zamaane ki fikr se, imaan apna
Kahin dagmaga ne ki, koshish nakarna
Mein ehqar huun kya, khush nasibi he paai
Mili Ghaws ke dar ki, mujh ko gaadayi
Chamakta huun mein chaand, ban kar mukhaalif
Yahaan jagmaga ne ki, koshish na karna
Manqabat
Assalaam Eh Ghause A’zam Assalaam
Assalaam Eh Qutbe Aa’lam Assalaam
Assalaam Eh Taajdare Awliya, Assalaam Eh Peshwa e Atqiya
Assalaam Eh Rehnuma e Asfiya, Assalaam Eh Rahbare Raahe Huda
Assalaam Eh Ibne Sultaane Umam, Assalaam Eh Saahebe Jaho Hasham
Assalaam Eh Partave Husne Qadam, Assalaam Eh Noore Khurshide Karam
Waaqai, Mehboobe Subhaani Ho Tum, Fil Haqiqat Qutbe Rabbaani Ho Tum
Aarife Haqq, Sham e Irfaani Ho Tum, Mash’aale Tanvire Yazdaani Ho Tum
Aap Hein Ghawsul Wara, GhawsulAnaam, Aap Saare Awliya Ke HeinImaam
Rawnaqe Deene Muhammad, La Kalaam, Aap Se Qaim Hein, Duniya Mein Mudaam
Tum Ho Waliyon Ke Wali, PeeronKe Peer, Sayyadus Saa’daat Ho, Meeron Ke Meer
Tum Ho Apne Khaadimon Ke Dastagir, Kyun Rahe Mehrum Phir Hum
Manqabat
Rukh Se Parda Abb Apne Hata Do Jalio Per Nigahe Jami Hai
Faslo Ko Khudaya Mita Do Jalio Per Nigahe Jamin Hai.
Gausul Azam Ho Gausul Warah Ho,
Dastagir Aur Mushkilkusha Ho
Kya Bayan Aapka Mertaba Ho
Noor Ho Noor e Salle Ala Ho
Aaj Deedar Apna Kara Do
Jalio Pe Nigahe Jami Hai
Wajda May Aayega Saara Aalam
Jab Pukarenge Ya Gause Azam
Woh Nikal Aayenge Jaliyo Se
Aur Qadmon May Gir Jayenge
Fir Kahenge Ke Bigdi Bana Do
Jaliyo Per Nigahe Jami Hai
Soon Rahe Hai Woh Fariyad Meri
Khak Hogi Na Barbaad Meri
May Kahin Bhi Maroo Shah e Jilan
Rooh Pohnchegi Bagdad Meri
Muj Ko Parwaz Ke Par Laga Do
Jaliyo Per Nigahe Jami Hai
Ek Mujrim Siyahkar Hoo May
Har Khata Ka Sazawaar Hoo May
Mere Charo Taraf Hai Andhera
Roshni Ka Talabgar Hoo May
Ek Diya Hi Samajkar Jala Do
Jalio Per Nigahe Jami Hai
Fikr Dekho Khayalat Dekho
Ye Aqeedat Ye Jazbaat Dekho
May Hoo Kya Meri Awkaat Dekho
Saamne Kaisi Hai Zaat Dekho
Aye ADIB Apna Sar Abb Jhooka Do
Jaliyo Per Nigahe Jami Hai.

Khatame Qadaria

1. ALLAHUMMA SALLE ALA SAYYIDINA WA MAULANA MUHAMMADIN MA’DINIL JOODI WAL KARAMI WA AALIHI WA BAARIK WA SALLIM (111x)
2. SUBHAANALLAHI WAL HAMDU LILLAHI WALAA ILAAHA ILLAHAHUWALAAHU AKBAR WALAA HAWLA WALA QUWWATA ILLA BILLAHIL ALIYIL AZEEM. (111x)
3. ALAM NASHRAH LAKA SADRAKA WAWA DA’NA ANKA ZIKRAKALLAZI ANQADA ZAHRAK. FA INNA MA’AL USRI YUSRAN. INNA MA’AL USRI YUSRAN. FA’IZA FARAGHTA FANSAB. WA ILA RABBIKA FARGHAB. (111x)
4. QUL HUWALLAHU AHAD. ALLAHUHUS SAMAD. LAM YALID. WALAM YULAD. WALAM YAKULLAHU KUFUWAN AHAD. (111x)
5. YA BAAQI ANTAL BAAQI (111x)
YA SHAAFI ANTAL SHAAFI (111x)
YA KAAFI ANTAL KAAFI (111x0
6. YA RASOOLALLAHI UNZUR HAALANA
YA HABEEBALAHI ISMA’ QAALANA
INNANI FI BAHRI HAMIM MUGHRAQUN
KHUZYADI SAH’HIL LANA ASHKALANA (111x)
O Allah’s Prophet, kindly look at my state
O Beloved of Allah, please listen to my plea
Without doubt I am in a sea of anxiety and concern
Please hold my hand and ease my difficulties.
7. YA HABEEBAL ILAAHI KHUZ BIYADI
MAALI’AJZI SIWAAKA MUSTANADI (111x)
O Allah’s Beloved, kindly assist me
There is no support for my weakness but you.
8. FASAH’HIL YA ILAAHI KULLA SA’BIN
BIHURMATI SAYYIDIL ABRAARI SAH’HIL (111x)
O Allah make easy all my difficulties
With the Barakah of the Prince of Goodness make it easy
9. YA SIDDIQUE YA UMAR YA USMAAN YA HAIDAR
DA FA SHARKUN KHAIR AWAR YA SHABBIR YA SHABBAR (111x)
O Siddique, O Umar, O Uthman, OAli (Haider)
(we) start with obeying Allah (with the Barakah) of Hasan and Husain
10. YA HADRAT SULTAAN SHAIKH SAYYID SHAH ABDAL QAADIR JILANI SHAY’AN LILLAH AL MADAD (111x)
O Hadrat Sultan Shaikh Sayyid Shah Abdal Qaadir Jilani
Please help for the sake of Allah
11. MA HAMA MUHTAAJ TOO HAAJAT RAWA
AL MADAD YA GHAUSE A’ZAM SAYYIDA (111x)
We are all helpless and you, withthe permission of Allah, can fulfill our needs
Help, my leader, Ghause Azam
12. MUSHKILAATE BE ADAD DAAREM MA
AL MADAD YA GHAUSE A’ZAM PEERE MA (111x)
My difficulties are infinite
Help, Ghause Azam, my leader
13. YA HADRAT SHAIKH MUHAY’YID’DIN MUSHKIL KUSHAABIL KHAIR (111x)
Hadrat Shaikh Muhay’yid’din, theremover of difficulties, the possessor of good.
14. IMDAAD KUN IMDAAD KUN AZBADE GHAM AZAAD KUN
DARDEENO DUNYA SHAAD KUN YA GHAUSE A’ZAM DASTAGEER (111x)
Help! Help! delicious me from mydifficulties
Make my religion and world full of happiness O Ghause Azam Dastageer
15. YA HADRAT GHAUS AGHISNA BI’IZNILLAHI TA’ALA (111x)
O Hadrat Ghaus, help us with the permission of Allah.
16. KHUZ YADI YA SHAAHE JEELANKHUZ YADI
SHAY AN LILLAH ANTA NOORUN AHMADI (111x)
Hold my hand of King of Jilaan, hold my hand
Help for the sake of Allah, you are the Light of the Prophet.
17. TUFAILE HADRAT DASTAGEER DUSHMAN HUWE ZER (111x)
With the wasila and medium of Hadrat Dastageer, may my enemies disappear.
18. SURA YASEEN SHAREEF (ONCE)
19. QASEEDA GHAUSIA SHAREEF (ONCE)
20. DUROOD GHAUSIA SHAREEF (ONCE)

***QASEEDA GHOUSIA***

QASEEDA GHOUSIA

SAQAANIL HUBBU KASAATIL WISAALI
FAQULTU LIKHAMRATI NAHWI TA AALI
SA’AT WAMASHAT LINAHWI FI KU’OOSIN
FAHIMTU BISUKRATI BAYNAL MAWAALI
FAQULTU LISAA’IRIL AQTAABI LUMMU
BIHAALI WAD KHULU ANTUM RIJAALI
WAHUMMU WASHRABU ANTUM JUNUDI
FASAAQIL QAWMI BIL WAAFI MALAALI
SHARIBTUM FUDLATI MIM BA’DI SUKRI
WALA NILTUM ULOOWI WAT TISAALI
MAKAAMUKUMUL U’LA JAM’AW WALA KIN
MAQAAMI FAWQAKUM MA ZAA LA AA’LI
ANA FI HAZRATIT TAQREEBI WAHDI
YUSARIFUNI WAHASBI ZUL JALAALI
kosher BAAZIYU ASHHABU KULLI SHAYKIN
WAMAN ZAA FIR RIJAALI U’TIYA MISAALI
KASAANI KHILATAN BITIRAAZI AZMIN
WA TAWWAJANI BITIJAANIL KAMAALI
WA’ATLA ANI ALAA SIRRIN QADEEMIN
WAQALLADANI WA A’TAANI SU’AALI
WA WALAANI ALAL AQTAABI JAM’AN
FAHUKMI NAAFIZIN FI KULLI HAALI
WALOW ALQAYTU SIRRI FI BIHAARIN
LASAARAL KULLU GHAWRAN FIS ZAWAALI
WALOW ALQAYTU SIRRI FI JIBAALIN
LADUKKAT WAKHTAFAT BAYNAR RIMAALI
WALOW ALQAYTU SIRRI FAWQA NAARIN
LAKHAMIDAT WANTAFAT MIN SIRRI HAALI
WALOW ALQAYTU SIRRI FAWQA MAYTIN
LAQAAMA BIQUDRATIL MAWLA TA’AALI
WAMAA MINHA SHUHURUN AW THUHUURUN
TAMURRU WATANQADI ILLA ATAALI
WATUKHBIRUNI BIMAA YA’TI WA YAJRI
WATU’LIMUNI FA’AQSIR AN JIDAALI
MUREEDI HIM WATIB WASHTAH WAGANNI
WA’IF’AL MA TASHAA’U FALISMU AALI
MUREEDI LA TAKHAF ALLAHU RABBI
ATAANI RIFATAN NILTUL MANAALI
TUBU LI FIS SAMAA’I WALARDI TUQQAT
WASHAA’OOSUS SA’AADATI QAD BADAALI
BILAADUL LAAHI MULKI TAHTA HUKMI
WA WAQTI QABLA QALBI QAD SAFAALI
NAZARTU ILAA BILAADIL LAAHI JAM’AN
KAKHARDALATIN ALAA HUKMIT TISAALI
DARASTUL ILMA HATTA SIRTU QUTBAN
WANILTUS SA’DA MIM MAWLAL MAWAALI
FAMAN FI AWLIYAA’IL LAAHI MISLI
WAMAN FIL ILMI WAT TASRIFI HAALI
RIJAALI FI HAWA JIRIHIM SIYAAMUN
WAFI ZULAMIL LAYAALI KAL LA AALI
WAKULLU WALIYIN LAHU QADAMUN WA INNI
ALAA QADAMIN NABBIYI BADRIL KAMAALI
MUREEDI LA TAKHAF WA’ SHIN FA INNI
AZOOMUN QAATILUN INDAL QITAALI
kosher JEELIYU MUHAYUDEENI LAQAABI
WA’ALAAMI ALAA RA’SIL JIBAALI
kosher HASANIYU WAL MUKHDA’ MAQAAMI
WA’AQDAAMI ALAA UNUQIR RIJAALI
WA ABDUL QAADIRIL MASHOORU ISMI
WA JADDI SAAHIBUL AYNIL KAMAALI

***GHAUS E PAK***

Hadrat Peer Sayed Tahir Alahudeen Jilani (rahmatullahi alaih) who was amongst the direct descendents of Hadrat Ghaus-e-Paak (radi Allahu anhu) in his book “Tazkira Qaadria” has outlined the rules and benefits of recitation of Qaseedah Ghausia.
This Qaseeda can be recited for all kinds of difficulties relating to the worldly and spiritual life and is beneficial in solving problems. Recitation of this Qaseedah can also grant a personthe vision of Allah and of Sayyiduna Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) and Awliya Allah as well. One has to aSunni possessing the correct beliefs, obeying the Shari’ah, who speaks the truth and consumes Halaal sustenance. I hope that through the Faiz of Qaseedah Ghausia one will achieve one’s objective for the purposes that one is reciting it. Listed below are some of the ethics and benefits of Qaseedah Ghausia:-
1. On the first of any Islamic lunar month, recite Qaseedah Ghausia at least 41 times after Esha or after Tahajjud. Recite Durood Shareef 11 times before and after. Offer Fateha for Sayyiduna Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) and Ghaus-e-Paak and all the Mashaa’ikh of Silsila Aaliya Qaadria (radi Allahu anhum). Note that first offer the Fateha, 11 Duroods, recite Qaseeda Ghausia, 11 Duroods and then the same Fateha. While reciting one must make Tasawwur-e-Sheikh or picture his Sheikh. Ifone gets the Ijazah (permission) of his Sheikh that is more better.
2. The benefit of the 1st stanza: The first stanza: “Saqaanil Hubbu… ta’ali” is read 1000 times for 11 days continuously if one has the intention to achieve the Ma’rifat (recognition of Allah). If one wishes to bring back a beloved or someone who is lost or separated must read this stanza every day 500 times for 11 days. Durood Shareef must beread 11 times before and after. The preferable time for this is after Esha or Tahajjud. One must face the Qibla. All Jalaali and Jamaali (meat, chicken, eggs, etc.) things should be avoided.
3. The benefit of the 10th stanza:The 10th stanza: “Wa at la’ani … sa’aali” should be read 1500 times daily for 11 days for receiving the favours of Allah Ta’ala, for being informed of the Secrets and to achieve the pleasure of Allah Ta’ala. One must be in seclusion and be in a sitting position.
There are a lot of properties associated with this blessed Qaseedah Ghausia. Among them, the person that recites this Qasida Ghausia eleven [11] timesevery day will be near and dear to Allah Ta’ala. Whoever recites this Qaseedah Ghausia, his memory will be strengthened so much so that whatever he reads or hears he will remember. By reading this Qaseedah Ghausia will be able learn the Arabic language easily. Whoever recitesthis Qaseedah Ghausia for forty days for a particular purpose he will be able to fulfil that. If a person keeps this Qaseedah Ghausia in front of his eyes and reads it three times a day, and if he doesn't know how to read, helistens to its recitation and doesn't separate from this blessed Qaseedah Ghausia, and has a strong belief and love for what he is listening to or reciting, then he will see Hazrat Ghaus-e-Paak (radi Allahu anhu). By reciting this blessed Qaseedah Ghausia, a nisbah (spiritual connection) is formed with the sincere reciter and Hazrat Ghaus-e-Paak (radi Allahu anhu).