Hadeesh

Tuesday, March 6, 2012

ZIKR_E_HUSAIN KYU

ALLAH NE QURAN ME LOGO KI IBRAT K LIE NEK LOGO K
HAAL BAYAN KIE HAI =ISILIE
HUM IMAAM HUSAIN KA ZIKR-E-HAAL BAYAN KARTE
HAIN AAP BHI KIJIYE,
aur is ktab Quran me Mryam ka haallogoSe Byankro jab wo apne ghrwalo-se alag hoke 1 aise makaan me gai jo mashriQ ki janib tha
#surah-maryam 16
IMAM HUSAIN KA ZIKR KYU KIA JATA H ALLAHne QURANmE NEKLOGO KA ZIKR KHUD KIA & KRNE KA HUKM DIA
HAZRAT maryam ibrahim moosa yusuf(alyhisslam)
Majalis_e_Muharram ke fayde:
Hadis me hai ki "Swaalihin ke zikr ke waqt rahmat_e_ILaahi ka nuzool hota hai"
Hasnain swalihin k sardar hain.
Dusra fayda ye hai ki Swaliheen ka zikr sunkar ALLAH ke Mahboob Alyhslm ki muhabbat or unki itaa'at o farmabardari ka jazba paida hota hai.
Imam_e_AaliMaqam ka tazkira,hame deen_o_mazhab ki hurmat qa'im rakhna, kalma_e_HAQ ke liye har musibat bardasht karna or sabr sikhata hai..
Shuhada ka zikr hme sikhata hy ki bhuka pyasa rahne,chote chote bacho ke rone biLakne,azizo ki lash dekhne k bawajud HAQ ki himayat kaisekre
Zikr sunne sy dil me Imam ki azmat paida hoti hy,
deenOmazhab ki izzatOhurmat baqirakhne kelye jaanOmaal ki Qurbani ka jazba paida hota hy.
Kufiyo ka Ahel_e_Bait_e_Risalat ki taoheen krna,unhe satana
fir tarh tarh ki musibato me giraftar hona,
ye sab sunkar ibratOnasihat milti hy
Qatl_e_Husain ke badle zaalimo ke mare jane ke waqiat sunne sy ALLAH walo ki shaan me gustakhi O be-adabi karne sy bachne ki taofiq hoti hai

No comments: