Hadeesh

Saturday, October 22, 2011

Sarwar Noori Sdi Sunnidawateislami RAFIGANJ


Islamic question




Q. QURAN SHARIF ME KITNI SURATEIN HAIN?
A.114. Q.QURAN SHARIF ME KITNI AAYATEIN HAIN?
A.6666. Q.QURAN SHARIF KI SABSE BADI SURAT
KONSI HAI?
A.SURAH BAKRAH. Q.QURAN SHARIF KI SABSE CHOTI SURAT
KONSI HAI?
A.SURAH KOUSAR. Q.QURAN SHARIF KA DIL KONSI SURAT HAI?
A.SURAH YASIN. Q.QURAN SHARIF KI DULHAN KIS SURAT KO
KAHA JATA HAI?
A.SURAH REHMAN. Q.QURAN SHARIF KI KIS SURAT ME SHURU
ME BISMILLAH NAHI HAI?
A.SURAH TAUBA. Q.QURAN SHARIF KI KIS SURAT ME BEECH
ME BISMILLAH AAI HAI?
A. SURAH NAMAL. Q.QURAN SHARIF ME KITNE SAJDE HAI?
A.15,LEKIN HAMARE LIYE MATLAB MUSLIM
KE LIYE 14 HAI.KYUNKI 17 WE SIPARE ME
2 SAJDE HAIN MAGAR HUM EK KARTE
HAI,EK HAMARE LIYE NAHI HAI. Q.QURAN SHARIF ME SABSE PEHLE KONSI
AAYAT NAAZIL HUI?
A.IQRA BISI RABBIQAL LAZI KHALAQ. Q.KONSI SURAT MUKKAMAL EK BAAR ME
UTRI?
A.SURAH FAATIHA. Q.QURAN SHARIF EK BAAR ME PURA NAAZIL
HUA YA THODA-THOD A?
A.HASBE ZARURAT THODA0THOD A NAAZIL
HUA. Q.QURAN SHARIF KONSE MAHINE ME NAAZIL
HUA?
A.RAMZAN SHARIF ME. ALLAH HAM SABKO NEK AMAL KARNE KI
TOUFIQ ATA FARMAYE AUR SHAITAN SE
BACHAYEIN. ......
AAMEEN

No comments: