Hadeesh

Friday, December 16, 2011

Tajdare MadinaSallallaho AlayhiWasallam HamareDUROOD-O-SALAM KoSunte He

AAQA Sallallaho Alaihi wasallam
Hamare DUROOD-O-SALAM Ko Sunte
He
"INNI ASMAWU MAA LAA
TASMANWOON"
Mai Wo Sunta Hoon Jo Tum Nahi Sunte
(BUKHARI) KHUTBA SUNNE KA TRIKA:
do zaanu beth kar khutba sune
pahle khutbe me hath bandhe
dusre me zaanu par hath rakhe
(MIR-AATUL MNAJIH) AAQA Sallallahu Alaiyhi WaSallam
Ne Farmya:
Namaz Ba-Jamat Ke Liye Masjid Me
Janewale Ka Har Qadam Ek Neki Ko
Wajib Karta He
Ek Gunah Ko Mitata He (Ibne Habban) SARKARE IMAM HASAN Frmate Hai:
Duniya Ki Sabse Tez Raftar Cheez
Dua Hai Jo Dilse Zuban Tak
Pahunchne Se Pehle Hi KHUDA Tak
Pahonch Jati Hai JANTE HO?
khutba shuru ho gaya to
masjid me jahaa tak pahuche vahi
ruk jaye ki chalna 1 amal he
aur
khutbe me koi amal jaiz nahi (FATWA-E-RAZVIYYA) FARMAN-E-NABI:
Kasrat se DUROOD SHARIF
PADHANA Tumhari FIQRO
ko DOOR karne ke liye
KAFI hai aur Tumhare
GUNAHO ke liye kaffara he
(Tirmizi) NEK NIYAT KI FAZILAT:
Muslman ki niyat uske
amal se behtar he
(MOAJMUL KABIR)

No comments: