Hadeesh

Friday, March 30, 2012

JUMA KE DIN DROOD SARIF KA FAZILAT

Nabi-e-Karim sallal lahu alaihi wasallam
ne Farmaya
Juma k din mujh par Ba-kasrat Darood
padha karo kiyon
ke us din farishte hazir hote hai jo
shaks bhi mujh par darood padhta hai us ki awaz
mujh tak pahunchti hai,
khawa woh kahi bhi ho,
hum(Sahabi) Ne arz kiya:
Aap ki Wafat k baad bhi?
Aap ne Farmaya wafat k baad bhi Beshak Allah Taala ne Anbiya k azsaam
(jism) khane ko zamin par Haraam kar
diya Hai"
Sarha Sahih Muslim Jild 1 Page 750

No comments: